qadam shabab mein aksar bahakne lagta hai
qadam shabāb meñ aksar bahakne lagtā hai
bharā ho jaam tū az-ḳhud chhalakne lagtā hai
koī charāġh añdheroñ meñ jab nahīñ jaltā
kisī kī yaad kā jugnū chamakne lagtā hai
shab-e-firāq mujhe niiñd jab nahīñ aatī
ye kis kā haath mirā sar thapakne lagtā hai
qadam shabab mein aksar bahakne lagta hai
bhara ho jam tu az-KHud chhalakne lagta hai
koi charagh andheron mein jab nahin jalta
kisi ki yaad ka jugnu chamakne lagta hai
shab-e-firaq mujhe nind jab nahin aati
ye kis ka hath mera sar thapakne lagta hai
- Book : Safeer-e-shar-e-dil (Pg. 493)
- Author : Hafeez Banarsi
- Publication : Hafeez Banarsi (2007)
- Edition : 2007
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.