qahr-e-suraj ke ru-baru main hun
qahr-e-sūraj ke rū-barū maiñ huuñ
apne saa.e kī justujū maiñ huuñ
sun rahā huuñ pukārtā hai koī
nā-rasā.ī kī aabrū maiñ huuñ
raah pahchān kī hai pathrīlī
pattharoñ par lahū-lahū maiñ huuñ
kaun mahfil se uTh gayā hai aaj
aaj mauzū’-e-guftugū maiñ huuñ
hai sabab kaun 'shāh' illā-hū
us ke hone meñ merā tū maiñ huuñ
qahr-e-suraj ke ru-baru main hun
apne sae ki justuju main hun
sun raha hun pukarta hai koi
na-rasai ki aabru main hun
rah pahchan ki hai pathrili
pattharon par lahu-lahu main hun
kaun mahfil se uTh gaya hai aaj
aaj mauzu’-e-guftugu main hun
hai sabab kaun 'shah' illa-hu
us ke hone mein mera tu main hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.