Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raat-bhar intizar usne kiya

Ahmed Arsalan

raat-bhar intizar usne kiya

Ahmed Arsalan

rāt-bhar intizār us ne kiyā

ḳhud ko kyoñ be-qarār us ne kiyā

ye samajhne meñ ho ga.ī tāḳhīr

kis qadar sachchā pyaar us ne kiyā

merī kamiyāñ ginā ke mahfil meñ

kyoñ mujhe sharmsār us ne kiyā

zad meñ tūfāñ thī mirī kashtī

kis salīqe se paar us ne kiyā

ye bhī kyā kam hai ‘arsalān-ahmad'

aap par e'tibār us ne kiyā

raat-bhar intizar us ne kiya

KHud ko kyon be-qarar us ne kiya

ye samajhne mein ho gai taKHir

kis qadar sachcha pyar us ne kiya

meri kamiyan gina ke mahfil mein

kyon mujhe sharmsar us ne kiya

zad mein tufan ki thi meri kashti

kis saliqe se par us ne kiya

ye bhi kya kam hai ‘arsalan-ahmad'

aap par e'tibar us ne kiya

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now