raaton raat hi fani hona paDta hai
rātoñ raat hī faanī honā paḌtā hai
us ke baa'd kahānī honā paḌtā hai
apnī zaat se aage jaanā hai jis ko
us ko barf se paanī honā paḌtā hai
jab bhī 'aql banātī hai pahlā misra'
dil ko misra'-e-sānī honā paḌtā hai
raaton raat hi fani hona paDta hai
us ke ba'd kahani hona paDta hai
apni zat se aage jaana hai jis ko
us ko barf se pani hona paDta hai
jab bhi 'aql banati hai pahla misra'
dil ko misra'-e-sani hona paDta hai
- Book : Ishq (Pg. 133)
- Author :Moid Rasheedi
- Publication : Rekhta Publications (2024)
- Edition : 2nd
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.