rahe jitna qarib un ke safar mein
rahe jitna qarib un ke safar mein
Gunjan Nagar Shayar Bakar
MORE BYGunjan Nagar Shayar Bakar
rahe jitnā qarīb un ke safar meñ
gire utnā hī ham un kī nazar meñ
kabhī to ranj-o-ġham bhī duur hoñge
kabhī to shaam hogī tere ghar meñ
mirā ronā mirā hañsnā mirā hai
sameTe jaatā huuñ lamhe safar meñ
kitāboñ ko to dīmak khā ga.ī hai
tirī photo bachī hai bas cover meñ
rahe jitna qarib un ke safar mein
gire utna hi hum un ki nazar mein
kabhi to ranj-o-gham bhi dur honge
kabhi to sham hogi tere ghar mein
mera rona mera hansna mera hai
sameTe jata hun lamhe safar mein
kitabon ko to dimak kha gai hai
teri photo bachi hai bas cower mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.