Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rang aahang-e-haal se pahle

Syed Saddam Gilani Murad

rang aahang-e-haal se pahle

Syed Saddam Gilani Murad

MORE BYSyed Saddam Gilani Murad

    rang āhang-e-hāl se pahle

    vo he ḳhushbū ḳhayāl se pahle

    us ne kāġhaz pe khīñch kar yaaro

    hijr likkhā visāl se pahle

    bhiiḌ meñ chup khaḌā thā dīvāna

    chīḳh uTThā dhamāl se pahle

    shaiḳh mahshar meñ kāñptā bhāge

    suud khātā thā maal se pahle

    dekh kursī pe saaf likkhā hai

    rahm hai haañ jalāl se pahle

    mujh pe taarī shabāb thā yaaro

    maiñ thā laḌkā zavāl se pahle

    karb meñ dar-ba-dar bhaTaktā thā

    tifl-e-maktab kamāl se pahle

    hai vo paikar 'murād' ke andar

    ruuh meñ ḳhadd-o-ḳhāl se pahle

    rang aahang-e-haal se pahle

    wo he KHushbu KHayal se pahle

    us ne kaghaz pe khinch kar yaro

    hijr likkha visal se pahle

    bhiD mein chup khaDa tha diwana

    chiKH uTTha dhamal se pahle

    shaiKH mahshar mein kanpta bhage

    sud khata tha mal se pahle

    dekh kursi pe saf likkha hai

    rahm hai han jalal se pahle

    mujh pe tari shabab tha yaro

    main tha laDka zawal se pahle

    karb mein dar-ba-dar bhaTakta tha

    tifl-e-maktab kamal se pahle

    hai wo paikar 'murad' ke andar

    ruh mein KHadd-o-KHal se pahle

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now