rang hone lage zahir mere
rañg hone lage zāhir mere
dhyān rakh kuchh to musavvir mere
yuuñ na āñkhoñ se huā kar ojhal
bujhne lagte haiñ manāzir mere
kaam aa.ī na ḳhamoshī merī
raaz khul hī ga.e āḳhir mere
guuñj uThā naġhmoñ se āñgan merā
lauT aa.e sabhī taa.ir mere
rang hone lage zahir mere
dhyan rakh kuchh to musawwir mere
yun na aankhon se hua kar ojhal
bujhne lagte hain manazir mere
kaam aai na KHamoshi meri
raaz khul hi gae aaKHir mere
gunj uTha naghmon se aangan mera
lauT aae sabhi tair mere
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.