Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raqqas ke paon thak rahe hain

Kamran Nafees

raqqas ke paon thak rahe hain

Kamran Nafees

raqqās ke paaoñ thak rahe haiñ

sāzinde tabhī jhijhak rahe haiñ

is razm-gah-e-shu.ūr-e-shar meñ

kuchh log chamak damak rahe haiñ

is bazm-e-rasā-o-nā-rasā meñ

ham aise tamāshā tak rahe haiñ

zaḳhmoñ ko qarār nahīñ hai

ye phuul bahut chaTak rahe haiñ

raqqas ke paon thak rahe hain

sazinde tabhi jhijhak rahe hain

is razm-gah-e-shuur-e-shar mein

kuchh log chamak damak rahe hain

is bazm-e-rasa-o-na-rasa mein

hum aise tamasha tak rahe hain

zaKHmon ko qarar hi nahin hai

ye phul bahut chaTak rahe hain

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now