raushni rahti thi dil mein zaKHm jab tak taza tha
raushnī rahtī thī dil meñ zaḳhm jab tak taaza thā
ab jahāñ dīvār hai pahle vahāñ darvāza thā
dard kī ik mauj har ḳhvāhish bahā kar le ga.ī
kyā Thahartīñ bastiyāñ paanī hī be-andāza thā
raat saarī ḳhvāb kī galiyoñ meñ ham chalte rahe
khiḌkiyāñ raushan thiiñ lekin band har darvāza thā
raushni rahti thi dil mein zaKHm jab tak taza tha
ab jahan diwar hai pahle wahan darwaza tha
dard ki ek mauj har KHwahish baha kar le gai
kya Thahartin bastiyan pani hi be-andaza tha
raat sari KHwab ki galiyon mein hum chalte rahe
khiDkiyan raushan thin lekin band har darwaza tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.