Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rishton ki gahrai likh

Sandeep Thakur

rishton ki gahrai likh

Sandeep Thakur

MORE BYSandeep Thakur

    rishtoñ gahrā.ī likh

    har kāġhaz pe khaa.ī likh

    us pe ilzām na dhar

    ḳhud ko bhī harjā.ī likh

    muñh mat pher haqīqat se

    sheroñ meñ sachchā.ī likh

    qissa jhuuT lagegā sab

    mat itnī achchhā.ī likh

    bālishtoñ se naap zarā

    sāyoñ lambā.ī likh

    aa shab ke māthe par

    aaj na tanhā.ī likh

    chāhat ke afsāne

    unvāñ rusvā.ī likh

    rishton ki gahrai likh

    har kaghaz pe khai likh

    us pe hi ilzam na dhar

    KHud ko bhi harjai likh

    munh mat pher haqiqat se

    sheron mein sachchai likh

    qissa jhuT lagega sab

    mat itni achchhai likh

    baalishton se nap zara

    sayon ki lambai likh

    aa ja shab ke mathe par

    aaj na tu tanhai likh

    chahat ke afsane ka

    unwan hi ruswai likh

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now