riyaz-e-marqad-e-mehrab mein basar ki hai
riyāz-e-marqad-e-mehrāb meñ basar kī hai
muzashtarāb ajab ḳhvāb meñ basar kī hai
kisī sabab kī zarūrat nahīñ paḌī hai hameñ
kuchh aise ālam-e-asbāb meñ basar kī hai
rah-e-sulūk se sīkhā hai zindagī kā chalan
tamām-umr kuchh ādāb meñ basar kī hai
riyaz-e-marqad-e-mehrab mein basar ki hai
muzashtarab ajab KHwab mein basar ki hai
kisi sabab ki zarurat nahin paDi hai hamein
kuchh aise aalam-e-asbab mein basar ki hai
rah-e-suluk se sikha hai zindagi ka chalan
tamam-umr kuchh aadab mein basar ki hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.