rose kahta hai mujhe chal dasht mein
roz kahtā hai mujhe chal dasht meñ
le na jaa.e dil ye pāgal dasht meñ
darj honī hai na.ī aamad koī
ho rahī hai ḳhuub halchal dasht meñ
ek maiñ huuñ ek haiñ majnūñ-miyāñ
ho ga.e do log total dasht meñ
ishq meñ apne adhūrā-pan jo thā
ho gayā aa ke mukammal dasht meñ
rāt-bhar āvārgī karte rahe
ek maiñ ik chāñd pāgal dasht meñ
roz kahta hai mujhe chal dasht mein
le na jae dil ye pagal dasht mein
darj honi hai nai aamad koi
ho rahi hai KHub halchal dasht mein
ek main hun ek hain majnun-miyan
ho gae do log total dasht mein
ishq mein apne adhura-pan jo tha
ho gaya aa ke mukammal dasht mein
raat-bhar aawargi karte rahe
ek main ek chand pagal dasht mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.