sab kahte hain patthar dil hai
sab kahte haiñ patthar dil hai
is patthar ke andar dil hai
apnī marzī se jiitā hai
maz.hab se bhī kaTTar dil hai
gar duniyā hai vish kā piyāla
to merā bhī shankar dil hai
chehre ko kyā dekh rahe ho
chehre se bhī sundar dil hai
mere she'r kī 'ismat kyā hai
jism qalam hai paper dil hai
sab kahte hain patthar dil hai
is patthar ke andar dil hai
apni marzi se jita hai
mazhab se bhi kaTTar dil hai
gar duniya hai wish ka piyala
to mera bhi shankar dil hai
chehre ko kya dekh rahe ho
chehre se bhi sundar dil hai
mere she'r ki 'ismat kya hai
jism qalam hai paper dil hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.