Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sab se aasan jis ka Thikana laga

Tashna Azmi

sab se aasan jis ka Thikana laga

Tashna Azmi

MORE BYTashna Azmi

    sab se āsān jis Thikānā lagā

    paate paate use ik zamāna lagā

    saikḌoñ vaar ḳhālī ga.e dosto

    tab kahīñ ke dil par nishāna lagā

    sar hai taslīm ḳhanjar chalā dījiye

    tiir kyā bharosa lagā lagā

    is liye ek muddat se ābād huuñ

    shahr terā mujhe 'āshiqāna lagā

    apnī mā'sūmiyat ke sabab dosto

    hosh vāloñ se behtar divāna lagā

    tere mahloñ raunaq se baḌh kar mujhe

    ek darvesh āstāna lagā

    sab se aasan jis ka Thikana laga

    pate pate use ek zamana laga

    saikDon war KHali gae dosto

    tab kahin ja ke dil par nishana laga

    sar hai taslim KHanjar chala dijiye

    tir ka kya bharosa laga na laga

    is liye ek muddat se aabaad hun

    shahr tera mujhe 'ashiqana laga

    apni ma'sumiyat ke sabab dosto

    hosh walon se behtar diwana laga

    tere mahlon ki raunaq se baDh kar mujhe

    ek darwesh ka aastana laga

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now