sab se main apna dard chhupaun rahun udas
sab se maiñ apnā dard chhupā.ūñ rahūñ udaas
dil kar rahā hai she'r sunā.ūñ rahūñ udaas
jī chāhtā hai bhuul ke duniyā kā shor-o-ġhul
bas terā naam chīḳhtā jā.ūñ rahūñ udaas
likh likh ke terā naam ġhazal meñ isī tarah
pur-zor terā hijr manā.ūñ rahūñ udaas
sab se main apna dard chhupaun rahun udas
dil kar raha hai she'r sunaun rahun udas
ji chahta hai bhul ke duniya ka shor-o-ghul
bas tera nam chiKHta jaun rahun udas
likh likh ke tera nam ghazal mein isi tarah
pur-zor tera hijr manaun rahun udas
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.