Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sabhi ne chhoD diya mujhko darkinar kiya

Mohammad Yasir Mustafvi

sabhi ne chhoD diya mujhko darkinar kiya

Mohammad Yasir Mustafvi

MORE BYMohammad Yasir Mustafvi

    sabhī ne chhoḌ diyā mujh ko darkinār kiyā

    tumhāre baad mire zaḳhm ne ubhār kiyā

    ḳhudā raah meñ karbal meñ ga.iiñ jāneñ

    vahāñ pe maaoñ ne bachchoñ ko bhī nisār kiyā

    tamām log the maujūd aur maiñ bhī thā

    na jaane kis vahāñ sab ne intizār kiyā

    kisī ne pyaar se ham ko vafā sikhā.ī thī

    sabab yahī hai ki har ik pe e.atibār kiyā

    milā thā hukm ḳhudā se gunāh mat karnā

    kahā gayā thā magar ham ne baar baar kiyā

    sabhi ne chhoD diya mujh ko darkinar kiya

    tumhaare baad mere zaKHm ne ubhaar kiya

    KHuda ki rah mein karbal mein di gain jaanen

    wahan pe maon ne bachchon ko bhi nisar kiya

    tamam log the maujud aur main bhi tha

    na jaane kis ka wahan sab ne intizar kiya

    kisi ne pyar se hum ko wafa sikhai thi

    sabab yahi hai ki har ek pe eatibar kiya

    mila tha hukm KHuda se gunah mat karna

    kaha gaya tha magar hum ne bar bar kiya

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now