Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sada-e-afrin uTThi thi jast aisi thi

Waqar Vasiqi

sada-e-afrin uTThi thi jast aisi thi

Waqar Vasiqi

MORE BYWaqar Vasiqi

    sadā-e-āfrīñ uTThī thī jast aisī thī

    ḳhabar na thī ki muqaddar shikast aisī thī

    nazar haTā na sakā raa.e kis tarah letā

    vo sab ko dekh rahā thā nashist aisī thī

    use ḳhayāl ye guzrā ki gir ga.ī dīvār

    dil-e-hazīñ sadā-e-shikast aisī thī

    maiñ ta.a.īnāt ke uljhāv toḌ baiThā

    sadā-e-dost sadā-e-alast aisī thī

    maiñ apne aap ko bhī khul ke pesh kar na sakā

    'vaqār' zehniyat-e-vaqt past aisī thī

    sada-e-afrin uTThi thi jast aisi thi

    KHabar na thi ki muqaddar shikast aisi thi

    nazar haTa na saka rae kis tarah leta

    wo sab ko dekh raha tha nashist aisi thi

    use KHayal ye guzra ki gir gai diwar

    dil-e-hazin ki sada-e-shikast aisi thi

    main tainat ke uljhaw toD hi baiTha

    sada-e-dost sada-e-alast aisi thi

    main apne aap ko bhi khul ke pesh kar na saka

    'waqar' zehniyat-e-waqt past aisi thi

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now