saho bechaargi ka dukh
saho bechārgī kā dukh
uThāo bandagī kā dukh
sabhī ko dukh hai ġhurbat kā
mujhe āsūdgī kā dukh
tujhe merī zarūrat thī
so ab kyā be-ruḳhī kā dukh
kisī kī ik ġhalat-fahmī
kisī kī zindagī kā dukh
tumhāre bolne kā Dar
tumhāre ḳhāmushī kā dukh
saho bechaargi ka dukh
uThao bandagi ka dukh
sabhi ko dukh hai ghurbat ka
mujhe aasudgi ka dukh
tujhe meri zarurat thi
so ab kya be-ruKHi ka dukh
kisi ki ek ghalat-fahmi
kisi ki zindagi ka dukh
tumhaare bolne ka Dar
tumhaare KHamushi ka dukh
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.