Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sahra se chale hain su-e-gulshan

Asar Lakhnavi

sahra se chale hain su-e-gulshan

Asar Lakhnavi

MORE BYAsar Lakhnavi

    sahrā se chale haiñ sū-e-gulshan

    ḳhūnīñ-jigarān-e-chāk-dāman

    paiġhām-e-bahār de rahī hai

    dāġhoñ jhalak diloñ uljhan

    raqsāñ hai nasīm barg-e-gul par

    shabnam meñ hai ghuñgrūoñ chhan-chhan

    ġhunchoñ ke badan meñ sansanī hai

    mastī meñ chhuā sabā ne dāman

    dilkash na ho kyuuñ kalām 'asar'

    sīkhā hai ye us ne 'mīr' se fan

    sahra se chale hain su-e-gulshan

    KHunin-jigaran-e-chaak-daman

    paigham-e-bahaar de rahi hai

    daghon ki jhalak dilon ki uljhan

    raqsan hai nasim barg-e-gul par

    shabnam mein hai ghungruon ki chhan-chhan

    ghunchon ke badan mein sansani hai

    masti mein chhua saba ne daman

    dilkash na ho kyun kalam 'asar' ka

    sikha hai ye us ne 'mir' se fan

    Source :
    • Book : Range-e-Gazal (Pg. 445)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now