samundar ki haqiqat pa gae gahrai mein ja kar
samundar kī haqīqat pā ga.e gahrā.ī meñ jā kar
baḌe pur-rāz haiñ vo jo bahut ḳhāmosh hote haiñ
kabhī go mushkileñ aatī haiñ saa.e se nazar aa.eñ
magar karne ko bāteñ log sab pur-josh hote haiñ
kabhī rāteñ damaktī haiñ falak par chāñdnī ban kar
kabhī din meñ añdhere dil ke ham āġhosh hote haiñ
zarūrī to nahīñ ki jaam pī kar hosh kho jaa.eñ
nahīñ piite magar vo pyaar meñ mad.hosh hote haiñ
samundar ki haqiqat pa gae gahrai mein ja kar
baDe pur-raaz hain wo jo bahut KHamosh hote hain
kabhi go mushkilen aati hain sae se nazar aaen
magar karne ko baaten log sab pur-josh hote hain
kabhi raaten damakti hain falak par chandni ban kar
kabhi din mein andhere dil ke hum aaghosh hote hain
zaruri to nahin ki jam pi kar hosh kho jaen
nahin pite magar wo pyar mein madhosh hote hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.