shair koi pasand hai ji jaun-eliya
shā'ir koī pasand hai jī 'jaun-eliyā'
is ke 'alāva aur koī jaun īliyā
Thokar zarā sī 'ishq meñ kyā lag ga.ī ki bas
banñe nikal paḌe haiñ sabhī 'jaun-eliyā'
ash'ār un ko kyā hī sunā.eñge jā ke ham
jin ko pata na 'mīr' na hī 'jaun-eliyā'
le to rahī hai 'umr baḌā imtihān 'anant'
kar to ga.e the baat sahī 'jaun-eliyā'
sha'ir koi pasand hai ji 'jaun-eliya'
is ke 'alawa aur koi jaun iliya
Thokar zara si 'ishq mein kya lag gai ki bas
banne nikal paDe hain sabhi 'jaun-eliya'
ash'ar un ko kya hi sunaenge ja ke hum
jin ko pata na 'mir' na hi 'jaun-eliya'
le to rahi hai 'umr baDa imtihan 'anant'
kar to gae the baat sahi 'jaun-eliya'
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.