sham tanha hai aur sahar tanha
shaam tanhā hai aur sahar tanhā
zindagī ho ga.ī basar tanhā
jaane kis kis ko yaad kartā hai
ghar ke āñgan meñ ik shajar tanhā
apnī azmat kī dāstāñ le kar
gaañv meñ rah gayā khañDar tanhā
hādse tez-gām hote haiñ
aur kartā huuñ maiñ safar tanhā
sham tanha hai aur sahar tanha
zindagi ho gai basar tanha
jaane kis kis ko yaad karta hai
ghar ke aangan mein ek shajar tanha
apni azmat ki dastan le kar
ganw mein rah gaya khanDar tanha
hadse tez-gam hote hain
aur karta hun main safar tanha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.