Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shab-e-siyah hai naddi ke pas baiThe hain

Pranav Mishra Tejas

shab-e-siyah hai naddi ke pas baiThe hain

Pranav Mishra Tejas

MORE BYPranav Mishra Tejas

    shab-e-siyāh hai naddī ke paas baiThe haiñ

    kisī yaad meñ tanhā udaas baiThe haiñ

    guzar rahe haiñ manāzir nazar ke aage se

    sabhī se chhupte hue bad-havās baiThe haiñ

    jage sitāroñ mahfil ujaḌne vaalī hai

    idhar pahan ke añdhere libās baiThe haiñ

    hamāre ba.ad use kaun hai jo suntā ho

    fareb khā ke bhī ham us ke paas baiThe haiñ

    yahī maqām thā āḳhir meñ ishq vāloñ

    ġhamoñ se duur kahīñ ġham-shanās baiThe haiñ

    shab-e-siyah hai naddi ke pas baiThe hain

    kisi ki yaad mein tanha udas baiThe hain

    guzar rahe hain manazir nazar ke aage se

    sabhi se chhupte hue bad-hawas baiThe hain

    jage sitaron ki mahfil ujaDne wali hai

    idhar pahan ke andhere libas baiThe hain

    hamare baad use kaun hai jo sunta ho

    fareb kha ke bhi hum us ke pas baiThe hain

    yahi maqam tha aaKHir mein ishq walon ka

    ghamon se dur kahin gham-shanas baiThe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now