Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sharab-e-ishq mein kya jaane kya tasir hoti hai

Bismil Saeedi

sharab-e-ishq mein kya jaane kya tasir hoti hai

Bismil Saeedi

MORE BYBismil Saeedi

    sharāb-e-ishq meñ kyā jaane kyā tāsīr hotī hai

    kahīñ ye zahr hotī hai kahīñ iksīr hotī hai

    na mafhūm us furqat hai na manshā vasl hai us

    mohabbat asl meñ ik ḳhvāb-e-ḳhud-ta.abīr hotī hai

    judā ho kar isī meñ jazb ho jaatī hai phir ik din

    mohabbat āftāb-e-husn tanvīr hotī hai

    mirā zauq-e-nazar ho tirā faiz-e-tasavvur ho

    mire ā.īne meñ aksar tirī tasvīr hotī hai

    shikāyat bhī mohabbat meñ dāḳhil hai magar 'bismil'

    mohabbat be-niyāz-e-shikva-e-shikva-e-taqdīr hotī hai

    sharab-e-ishq mein kya jaane kya tasir hoti hai

    kahin ye zahr hoti hai kahin iksir hoti hai

    na mafhum us ka furqat hai na mansha wasl hai us ka

    mohabbat asl mein ek KHwab-e-KHud-tabir hoti hai

    juda ho kar isi mein jazb ho jati hai phir ek din

    mohabbat aaftab-e-husn ki tanwir hoti hai

    mera zauq-e-nazar ho ya tera faiz-e-tasawwur ho

    mere aaine mein aksar teri taswir hoti hai

    shikayat bhi mohabbat hi mein daKHil hai magar 'bismil'

    mohabbat be-niyaz-e-shikwa-e-shikwa-e-taqdir hoti hai

    Source :
    • Book : Kulliyat-e-bismil Saeedi (Pg. 267)
    • Author : Bismil Saeedi
    • Publication : Sahitya Akademi (2007)
    • Edition : 2007
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now