Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sharabon par guzara hai

Amardeep Singh

sharabon par guzara hai

Amardeep Singh

MORE BYAmardeep Singh

    sharāboñ par guzārā hai

    ḳhasārā ḳhasārā hai

    nahīñ niyyat sañbhalne

    vagarna har sahārā hai

    gumāñ hone ke sau manzar

    yaqīñ ko ik nazārā hai

    lo āñkheñ muuñd liiñ ham ne

    magar jo āshkārā hai

    taḳhayyul ri.āyat meñ

    ab tak bhī hamārā hai

    tabī.at be-niyāzī

    takalluf har gavāra hai

    baḌe nāzāñ haiñ dukh sah kar

    baḌā tiir maarā hai

    hameñ kis baat diqqat

    jo pyārā hai vo pyārā hai

    chalo phir zindagī leñ

    agarche kuchh na chāra hai

    'amar' sāhib hue fāriġh

    sabhī kuchh jiit haarā hai

    sharabon par guzara hai

    KHasara hi KHasara hai

    nahin niyyat sanbhalne ki

    wagarna har sahaara hai

    guman hone ke sau manzar

    yaqin ko ek nazara hai

    lo aankhen mund lin hum ne

    magar jo aashkara hai

    taKHayyul ki riayat mein

    tu ab tak bhi hamara hai

    tabiat be-niyazi ki

    takalluf har gawara hai

    baDe nazan hain dukh sah kar

    baDa hi tir mara hai

    hamein kis baat ki diqqat

    jo pyara hai wo pyara hai

    chalo phir zindagi ji len

    agarche kuchh na chaara hai

    'amar' sahib hue farigh

    sabhi kuchh jit haara hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now