Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh aur zamana kahta hai kuchh aur hai zid mere dil ki

Shailendra

kuchh aur zamana kahta hai kuchh aur hai zid mere dil ki

Shailendra

MORE BYShailendra

    kuchh aur zamāna kahtā hai kuchh aur hai zid mere dil

    maiñ baat zamāne mānūñ baat sunūñ apne dil

    duniyā ne hameñ be-rahmī se Thukrā jo diyā achchhā kiyā

    nādāñ ham samjhe baiThe the nibhtī hai yahāñ dil se dil

    insāf mohabbat sachchā.ī vo rahm-o-karam ke dikhlāve

    kuchh kahte zabāñ sharmātī hai pūchho na jalan mere dil

    jo bastī hai insānoñ insān magar DhūñDhe na milā

    patthar ke butoñ se kyā kiije fariyād bhalā TuuTe dil

    kuchh aur zamana kahta hai kuchh aur hai zid mere dil ki

    main baat zamane ki manun ya baat sunun apne dil ki

    duniya ne hamein be-rahmi se Thukra jo diya achchha hi kiya

    nadan hum samjhe baiThe the nibhti hai yahan dil se dil ki

    insaf mohabbat sachchai wo rahm-o-karam ke dikhlawe

    kuchh kahte zaban sharmati hai puchho na jalan mere dil ki

    jo basti hai insanon ki insan magar DhunDhe na mila

    patthar ke buton se kya kije fariyaad bhala TuTe dil ki

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now