Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shama mein taqat kahan jo ek parwane mein hai

Hasrat Jaipuri

shama mein taqat kahan jo ek parwane mein hai

Hasrat Jaipuri

MORE BYHasrat Jaipuri

    sham.a meñ tāqat kahāñ jo ek parvāne meñ hai

    lutf jalne meñ nahīñ jal jal ke mar jaane meñ hai

    chāñdnī rātoñ meñ aksar sochtā rahtā huuñ maiñ

    kis ye tasvīr hai jo dil ke vīrāne meñ hai

    mai mastī to utar jaatī hai thoḌī der meñ

    zindagī bhar nasha āñkhoñ ke paimāne meñ hai

    kahe to āsmāñ dhajjiyāñ kar duuñ sanam

    aaj ik aisī vahshat tere dīvāne meñ hai

    shama mein taqat kahan jo ek parwane mein hai

    lutf jalne mein nahin jal jal ke mar jaane mein hai

    chandni raaton mein aksar sochta rahta hun main

    kis ki ye taswir hai jo dil ke virane mein hai

    mai ki masti to utar jati hai thoDi der mein

    zindagi bhar ka nasha aankhon ke paimane mein hai

    tu kahe to aasman ki dhajjiyan kar dun sanam

    aaj ek aisi hi wahshat tere diwane mein hai

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now