Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shikayat mujhse ye aksar dar-o-diwar karte hain

Khushbir Singh Shaad

shikayat mujhse ye aksar dar-o-diwar karte hain

Khushbir Singh Shaad

MORE BYKhushbir Singh Shaad

    shikāyat mujh se ye aksar dar-o-dīvār karte haiñ

    ki ab is ghar se sannāTe bahut bezār karte haiñ

    zarūrat haath phailāne pe jab majbūr kartī hai

    to kis mushkil se apne aap ko tayyār karte haiñ

    agar ye baat hai jiinā paḌegā terī shartoñ par

    to phir ai zindagī jiine se ham inkār karte haiñ

    shikayat mujh se ye aksar dar-o-diwar karte hain

    ki ab is ghar se sannaTe bahut bezar karte hain

    zarurat hath phailane pe jab majbur karti hai

    to kis mushkil se apne aap ko tayyar karte hain

    agar ye baat hai jina paDega teri sharton par

    to phir ai zindagi jine se hum inkar karte hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now