Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sitam kaisa ahl-e-chaman kar rahe hain

Zeeshan Rahi

sitam kaisa ahl-e-chaman kar rahe hain

Zeeshan Rahi

MORE BYZeeshan Rahi

    sitam kaisā ahl-e-chaman kar rahe haiñ

    gulāboñ ke chhalnī badan kar rahe haiñ

    shahīdoñ ko ham de raheñ haiñ salāmī

    shahādat ko un naman kar rahe haiñ

    mohabbat hai jin ye phailī jahāñ meñ

    mohabbat ko un chaman kar rahe haiñ

    ujālā hai jin badaulat jahāñ meñ

    havāle ham un ke vatan kar rahe haiñ

    lipaT kar haiñ aate tirange meñ jo bhī

    tirange un ko kafan kar rahe haiñ

    sitam kaisa ahl-e-chaman kar rahe hain

    gulabon ke chhalni badan kar rahe hain

    shahidon ko hum de rahen hain salami

    shahadat ko un ki naman kar rahe hain

    mohabbat hai jin ki ye phaili jahan mein

    mohabbat ko un ki chaman kar rahe hain

    ujala hai jin ki badaulat jahan mein

    hawale hum un ke watan kar rahe hain

    lipaT kar hain aate tirange mein jo bhi

    tirange ka un ko kafan kar rahe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now