sochiye to sahi kya kuchh na kahegi duniya
sochiye to sahī kyā kuchh na kahegī duniyā
aap se aur mire dard kā darmāñ na huā
dil ko hāsil to hai ik lazzat-e-sarmastī-e-shauq
kyā huā marhala-e-ishq jo āsāñ na huā
jis ne baḳhshā thā mujhe dard-e-mohabbat 'shāriq'
us nazar se bhī ilāj-e-ġham-e-pinhāñ na huā
sochiye to sahi kya kuchh na kahegi duniya
aap se aur mere dard ka darman na hua
dil ko hasil to hai ek lazzat-e-sarmasti-e-shauq
kya hua marhala-e-ishq jo aasan na hua
jis ne baKHsha tha mujhe dard-e-mohabbat 'shaariq'
us nazar se bhi ilaj-e-gham-e-pinhan na hua
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.