sunte hain jo hum dasht mein pani ki kahani
sunte haiñ jo ham dasht meñ paanī kī kahānī
āzār kā āzār kahānī kī kahānī
dariyā to kahīñ ba.ad meñ daryāft hue haiñ
āġhāz huī dil se ravānī kī kahānī
suntā ho agar koī to 'ādil' vo dar-o-bām
kahte haiñ mirī naql-e-makānī kī kahānī
sunte hain jo hum dasht mein pani ki kahani
aazar ka aazar kahani ki kahani
dariya to kahin baad mein daryaft hue hain
aaghaz hui dil se rawani ki kahani
sunta ho agar koi to 'adil' wo dar-o-baam
kahte hain meri naql-e-makani ki kahani
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.