Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

surat to hai nahin jo use DhunD laen hum

Anjum Fauqi Badayuni

surat to hai nahin jo use DhunD laen hum

Anjum Fauqi Badayuni

MORE BYAnjum Fauqi Badayuni

    sūrat to hai nahīñ jo use DhūñD laa.eñ ham

    aisā na ho ki apnī taraf lauT aa.eñ ham

    tum zindagī ke ruup meñ aao to ek baar

    kuchh mutma.in karo to nazar bhī uThā.eñ ham

    'anjum' ġham-e-hayāt pe aañsū nikal paḌe

    ab tishnagī kahāñ hai jo sāġhar uThā.eñ ham

    surat to hai nahin jo use DhunD laen hum

    aisa na ho ki apni taraf lauT aaen hum

    tum zindagi ke rup mein aao to ek bar

    kuchh mutmain karo to nazar bhi uThaen hum

    'anjum' gham-e-hayat pe aansu nikal paDe

    ab tishnagi kahan hai jo saghar uThaen hum

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now