taj dil se nikal de duniya
'tāj' dil se nikāl de duniyā
dost kachre meñ Daal de duniyā
hai du'ā aap ko vo mil jaa.e
aap kī jo sañbhāl de duniyā
terī sūrat va terī sīrat kā
hai agar dam misāl de duniyā
dost aise bhī haiñ savāl jinheñ
yaar bas hañs ke Taal de duniyā
pairvī maiñ bhī kuchh karūñ shāyad
kuchh nayā gar ḳhayāl de duniyā
'taj' dil se nikal de duniya
dost kachre mein Dal de duniya
hai du'a aap ko wo mil jae
aap ki jo sanbhaal de duniya
teri surat wa teri sirat ka
hai agar dam misal de duniya
dost aise bhi hain sawal jinhen
yar bas hans ke Tal de duniya
pairwi main bhi kuchh karun shayad
kuchh naya gar KHayal de duniya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.