tabahi ka bahana DhunDti hai
tabāhī kā bahāna DhūñDtī hai
havā eḌī ke bal phir ghūmtī hai
añdhere surma.ī bādal haiñ aise
zamīñ ab āsmāñ ko DhūñDhtī hai
ḳhamoshī murta.ish hone lagī hai
kahīñ barbat kī lai kyuuñ gūñjtī hai
tabahi ka bahana DhunDti hai
hawa eDi ke bal phir ghumti hai
andhere surmai baadal hain aise
zamin ab aasman ko DhunDhti hai
KHamoshi murtaish hone lagi hai
kahin barbat ki lai kyun gunjti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.