tamasha gar hamesha se pas-e-diwar hota hai
tamāsha gar hamesha se pas-e-dīvār hotā hai
kahānī ḳhud nahīñ bantī kahānī-kār hotā hai
mirī hairāniyoñ pe muskurā ke mujh se hai kahtā
ye duniyā hai yahāñ sab kuchh mirī sarkār hotā hai
tamasha gar hamesha se pas-e-diwar hota hai
kahani KHud nahin banti kahani-kar hota hai
meri hairaniyon pe muskura ke mujh se hai kahta
ye duniya hai yahan sab kuchh meri sarkar hota hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.