teri chaukhaT ko agar chhoDa kidhar jaunga
terī chaukhaT ko agar chhoḌā kidhar jā.ūñgā
duniyā sī ek jagah bār-e-digar jā.ūñgā
aaj bāzār tujhe dekh ke nādim huuñ huā
merā va.ada thā bichhaḌne pe maiñ mar jā.ūñgā
pahle vahshat meñ mire saath chalo baad meñ tum
jaisī rāhoñ se kahoge maiñ guzar jā.ūñgā
teri chaukhaT ko agar chhoDa kidhar jaunga
duniya si ek jagah bar-e-digar jaunga
aaj bazar tujhe dekh ke nadim hun hua
mera wada tha bichhaDne pe main mar jaunga
pahle wahshat mein mere sath chalo baad mein tum
jaisi rahon se kahoge main guzar jaunga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.