thak gae sab kahte diwana hamein
thak ga.e sab kahte dīvāna hameñ
aap ne hī der se jaanā hameñ
baat chubhtī hai use thoḌī magar
aise hī aatā hai samjhānā hameñ
us ne hoñToñ se pilā.ī der tak
aa gayā hai raas mai-ḳhāna hameñ
baad muddat ke milā vo dil makīñ
haa.e pūchhe hai ki pahchānā hameñ
thak gae sab kahte diwana hamein
aap ne hi der se jaana hamein
baat chubhti hai use thoDi magar
aise hi aata hai samjhana hamein
us ne honTon se pilai der tak
aa gaya hai ras mai-KHana hamein
baad muddat ke mila wo dil makin
hae puchhe hai ki pahchana hamein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.