Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

thakan to agle safar ke liye bahana tha

Iftikhar Arif

thakan to agle safar ke liye bahana tha

Iftikhar Arif

thakan to agle safar ke liye bahāna thā

use to yuuñ bhī kisī aur samt jaanā thā

vahī charāġh bujhā jis lau qayāmat thī

usī pe zarb paḌī jo shajar purānā thā

matā-e-jāñ badal ek pal sarshārī

sulūk ḳhvāb āñkhoñ se tājirāna thā

havā kaaT shagūfoñ ne jazb kar thī

tabhī to lahja-e-ḳhushbū bhī jārihāna thā

vahī firāq bāteñ vahī hikāyat-e-vasl

na.ī kitāb ek ik varaq purānā thā

qabā-e-zard nigār-e-ḳhizāñ pe sajtī thī

tabhī to chaal andāz ḳhusravāna thā

thakan to agle safar ke liye bahana tha

use to yun bhi kisi aur samt jaana tha

wahi charagh bujha jis ki lau qayamat thi

usi pe zarb paDi jo shajar purana tha

mata-e-jaan ka badal ek pal ki sarshaari

suluk KHwab ka aankhon se tajirana tha

hawa ki kaT shagufon ne jazb kar li thi

tabhi to lahja-e-KHushbu bhi jarihana tha

wahi firaq ki baaten wahi hikayat-e-wasl

nai kitab ka ek ek waraq purana tha

qaba-e-zard nigar-e-KHizan pe sajti thi

tabhi to chaal ka andaz KHusrawana tha

RECITATIONS

Iftikhar Arif

Iftikhar Arif,

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Iftikhar Arif

thakan to agle safar ke liye bahana tha Iftikhar Arif

Nomaan Shauque

thakan to agle safar ke liye bahana tha Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now