tere gham mein hai gham teri KHushi mein hai KHushi apni
tere gham mein hai gham teri KHushi mein hai KHushi apni
Munfarid Gorakhpuri
MORE BYMunfarid Gorakhpuri
tire ġham meñ hai ġham terī ḳhushī meñ hai ḳhushī apnī
vagarna bad-maza be-kaif sī hai zindagī apnī
maiñ ro.ūñgā rulā.uñgā hañsūñgā aur hañsā.ūñgā
tabī.at apnī dil apnā pasand apnī ḳhushī apnī
adam kī sarhadoñ se bhī bahut aage nikal aa.e
na jaane ab kahāñ le jā.egī ye zindagī apnī
tere gham mein hai gham teri KHushi mein hai KHushi apni
wagarna bad-maza be-kaif si hai zindagi apni
main rounga rulaunga hansunga aur hansaunga
tabiat apni dil apna pasand apni KHushi apni
adam ki sarhadon se bhi bahut aage nikal aae
na jaane ab kahan le jaegi ye zindagi apni
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.