Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tishnagi meri bujhao to qarar aa jae

Raman Lal Agarwal

tishnagi meri bujhao to qarar aa jae

Raman Lal Agarwal

MORE BYRaman Lal Agarwal

    tishnagī merī bujhāo to qarār aa jaa.e

    dil ke ujḌe hue gulshan meñ bahār aa jaa.e

    bārhā ne mujhe jhūTī tasallī de

    tujh ko siine se lagā luuñ to qarār aa jaa.e

    maiñ azal se tire dīdār tālib huuñ sanam

    jaam ulfat pilā de ki ḳhumār aa jaa.e

    dhuñdlī dhuñdlī nazar aatī hai tasvīr us

    sāmne kaash mire ab mirā yaar aa jaa.e

    ne 'ramman' ko sadā duur se dekhā hai sanam

    ruḳh se parda haTā de to bahār aa jaa.e

    tishnagi meri bujhao to qarar aa jae

    dil ke ujDe hue gulshan mein bahaar aa jae

    barha tu ne mujhe jhuTi tasalli de di

    tujh ko sine se laga lun to qarar aa jae

    main azal se tere didar ka talib hun sanam

    jam ulfat ka pila de ki KHumar aa jae

    dhundli dhundli si nazar aati hai taswir us ki

    samne kash mere ab mera yar aa jae

    tu ne 'ramman' ko sada dur se dekha hai sanam

    ruKH se tu parda haTa de to bahaar aa jae

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now