tujhse wabasta koi gham nahi rakhne wale
tujh se vābasta koī ġham nahī rakhne vaale
jis ko rakhnā ho rakhe ham nahīñ rakhne vaale
apne uljhe hue bāloñ kī qasam ham is baar
terī zulfoñ meñ koī ḳham nahī rakhne vaale
ek havvā kī mohabbat ke sivā siine meñ
aur kuchh hazrat-e-ādam nahīñ rakhne vaale
tujh se wabasta koi gham nahi rakhne wale
jis ko rakhna ho rakhe hum nahin rakhne wale
apne uljhe hue baalon ki qasam hum is bar
teri zulfon mein koi KHam nahi rakhne wale
ek hawwa ki mohabbat ke siwa sine mein
aur kuchh hazrat-e-adam nahin rakhne wale
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.