Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumhaare wasl ko wadon mein rakh diya maine

Dilshad Naseem

tumhaare wasl ko wadon mein rakh diya maine

Dilshad Naseem

MORE BYDilshad Naseem

    tumhāre vasl ko va.adoñ meñ rakh diyā maiñ ne

    ki jaise phuul kitāboñ meñ rakh diyā maiñ ne

    charāġh pahle muñDeroñ pe maiñ ne rakkhe haiñ

    phir intizār charāġhoñ meñ rakh diyā maiñ ne

    ḳhud apne ishq shiddat ko āzmāyā hai

    diyā jalā ke havāoñ meñ rakh diyā maiñ ne

    kisī aks na aa.egā aa.ine meñ mire

    tumhāre ruup ko āñkhoñ meñ rakh diyā maiñ ne

    tumhaare wasl ko wadon mein rakh diya main ne

    ki jaise phul kitabon mein rakh diya main ne

    charagh pahle munDeron pe main ne rakkhe hain

    phir intizar charaghon mein rakh diya main ne

    KHud apne ishq ki shiddat ko aazmaya hai

    diya jala ke hawaon mein rakh diya main ne

    kisi ka aks na aaega aaine mein mere

    tumhaare rup ko aankhon mein rakh diya main ne

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now