Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumhaari rah mein nazren jama ke baiThe hain

Ahmad Masood Quraishi

tumhaari rah mein nazren jama ke baiThe hain

Ahmad Masood Quraishi

MORE BYAhmad Masood Quraishi

    tumhārī raah meñ nazreñ jamā ke baiThe haiñ

    tumhī ko dil meñ sanam ham basā ke baiThe haiñ

    hamāre dil sadā sun tumheñ bulātī hai

    tumhāre ishq meñ sab kuchh luTā ke baiThe haiñ

    hameñ koī nahīñ shikva jo ho tumhī se jaañ

    tamām shikve qasam se bhulā ke baiThe haiñ

    tumhāre diid se miltī hai ik ḳhushī ham ko

    tumhāre liye dil ko sajā ke baiThe haiñ

    payām pyaar bhejā hai ham ne tum ko aaj

    havā meñ naam tumhāre uḌā ke baiThe haiñ

    tumhaari rah mein nazren jama ke baiThe hain

    tumhi ko dil mein sanam hum basa ke baiThe hain

    hamare dil ki sada sun tumhein bulati hai

    tumhaare ishq mein sab kuchh luTa ke baiThe hain

    hamein koi nahin shikwa jo ho tumhi se jaan

    tamam shikwe qasam se bhula ke baiThe hain

    tumhaare did se milti hai ek KHushi hum ko

    tumhaare hi liye dil ko saja ke baiThe hain

    payam pyar ka bheja hai hum ne tum ko aaj

    hawa mein nam tumhaare uDa ke baiThe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now