tumhein chaha sabhi ne dil samajh kar
tumheñ chāhā sabhī ne dil samajh kar
ki dhokā khā ga.e manzil samajh kar
ye sochā thā ki ab kuchh ġham mileñge
bahut pachhtā.e vo sañg-dil samajh kar
tamannāoñ ne yuuñ jhaTkā hai dāman
mākān-zīst ko manzil samajh kar
tumhein chaha sabhi ne dil samajh kar
ki dhoka kha gae manzil samajh kar
ye socha tha ki ab kuchh gham milenge
bahut pachhtae wo sang-dil samajh kar
tamannaon ne yun jhaTka hai daman
makan-zist ko manzil samajh kar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.