tu hi to har taraf hai aur har su
tū hī to har taraf hai aur har sū
maiñ ne mahsūs kī tirī ḳhushbū
chāshnī dil meñ ghultī rahtī hai
bāteñ kartā hai shahd jaisī tū
intizārī hai intizārī hai
raat gahrī hai āñkheñ haiñ jugnū
raat tārīk-tar huī jab jab
yaad aa.e mujhe tire gesū
tu hi to har taraf hai aur har su
main ne mahsus ki teri KHushbu
chashni dil mein ghulti rahti hai
baaten karta hai shahd jaisi tu
intizari hai intizari hai
raat gahri hai aankhen hain jugnu
raat tarik-tar hui jab jab
yaad aae mujhe tere gesu
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.