Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

TuTe hue diwar-o-dar ujDi hui thi meri chhat

Shareef Ahmad Shareef

TuTe hue diwar-o-dar ujDi hui thi meri chhat

Shareef Ahmad Shareef

MORE BYShareef Ahmad Shareef

    TuuTe hue dīvār-o-dar ujḌī huī thī merī chhat

    us ne kahā kyā haal hai maiñ ne kahā sab ḳhairiyat

    bārāt ik aatī huī mayyat koī jaatī huī

    ye zindagī hai tah-ba-tah khultī nahīñ is parat

    chehroñ rangat zard mahfil huī kyoñ sard

    baaqī agarche ham meñ hai ab bhī vahī tāb-o-sakat

    insāñ pareshāñ dahr meñ vahshī darinde shahr meñ

    yaksar badal kar rah ga.ī kaise mire shahroñ gat

    sarmāya-dārī subū hai jis meñ insāñ lahū

    is se to achchhī hai kahīñ merī ye mai piine lat

    TuTe hue diwar-o-dar ujDi hui thi meri chhat

    us ne kaha kya haal hai main ne kaha sab KHairiyat

    baraat ek aati hui mayyat koi jati hui

    ye zindagi hai tah-ba-tah khulti nahin is ki parat

    chehron ki rangat zard si mahfil hui kyon sard si

    baqi agarche hum mein hai ab bhi wahi tab-o-sakat

    insan pareshan dahr mein wahshi darinde shahr mein

    yaksar badal kar rah gai kaise mere shahron ki gat

    sarmaya-dari ka subu hai jis mein insan ka lahu

    is se to achchhi hai kahin meri ye mai pine ki lat

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now