uf ye itni gahri aankhen
uf ye itnī gahrī āñkheñ
lekin gūñgī bahrī āñkheñ
insānoñ ke is jangal meñ
merī tujh par Thahrī āñkheñ
maiñ saada dehātī laḌkā
haa.e us kī shahrī āñkheñ
āñkheñ mujh ko pāgal kar deñ
niilī sabz sunahrī āñkheñ
uf ye itni gahri aankhen
lekin gungi bahri aankhen
insanon ke is jangal mein
meri tujh par Thahri aankhen
main sada dehati laDka
hae us ki shahri aankhen
aankhen mujh ko pagal kar den
nili sabz sunahri aankhen
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.