Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

unki paiham nawazishat kahan

Wasi Sitapuri

unki paiham nawazishat kahan

Wasi Sitapuri

MORE BYWasi Sitapuri

    un paiham navāzishāt kahāñ

    ab vo hangāma-e-hayāt kahāñ

    kah diyā tum ko fitna-e-daurāñ

    dekhiye ḳhatm ho ye baat kahāñ

    un nazroñ se pūchhnā paḌā

    kho ga.ī hai mirī hayāt kahāñ

    mere dil par tirī nazar na paḌī

    varna ā.īne ko sabāt kahāñ

    naqsh-e-pā un aur jabīn-e-'vasī'

    be-ḳhudī khā ga.ī hai maat kahāñ

    un ki paiham nawazishat kahan

    ab wo hangama-e-hayat kahan

    kah diya tum ko fitna-e-dauran

    dekhiye KHatm ho ye baat kahan

    un ki nazron se puchhna hi paDa

    kho gai hai meri hayat kahan

    mere dil par teri nazar na paDi

    warna aaine ko sabaat kahan

    naqsh-e-pa un ka aur jabin-e-'wasi'

    be-KHudi kha gai hai mat kahan

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now