un ko sab lagte hain chehre KHubsurat
un ko sab lagte haiñ chehre ḳhūbsūrat
jin ke lagte haiñ nazariye ḳhūbsūrat
jī meñ aatā hai jalā duuñ apnī ġhazleñ
sher vo kahtā hai itne ḳhūbsūrat
chāhat armāñ aarzū ḳhvāhish tamannā
ik balā ke naam kitne ḳhūbsūrat
oh achchhā aks thā kal shab tumhārā
ya.anī vo tumhī the tum se ḳhūbsūrat
un ko sab lagte hain chehre KHubsurat
jin ke lagte hain nazariye KHubsurat
ji mein aata hai jala dun apni ghazlen
sher wo kahta hai itne KHubsurat
chahat arman aarzu KHwahish tamanna
ek bala ke nam kitne KHubsurat
oh achchha aks tha kal shab tumhaara
yani wo tumhi the tum se KHubsurat
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.