Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uruj-e-adam-e-KHaki kahan ka qissa hai

Farooq Argali

uruj-e-adam-e-KHaki kahan ka qissa hai

Farooq Argali

MORE BYFarooq Argali

    urūj-e-ādam-e-ḳhākī kahāñ qissa hai

    mahz darāzī-e-kār-e-jahāñ qissa hai

    siyāh raat thī neza-ba-kaf kamā-bar-dosh

    tulū-e-sub.h luTe kārvāñ qissa hai

    husūl-e-māl-e-ġhanīmat dāstān-e-latīf

    dar-asl vādī-e-āh-o-fuġhāñ qissa hai

    ġhanīm-e-hirs-o-havas ham-kanār-e-fat.h-o-zafar

    zarūr ye mire hindostān qissa hai

    vo rañg-o-nūr dariyā vo husn-o-hosh-rubā

    nahīñ kuchh aur ye urdu zabāñ qissa hai

    uruj-e-adam-e-KHaki kahan ka qissa hai

    mahz daraazi-e-kar-e-jahan ka qissa hai

    siyah raat thi neza-ba-kaf kama-bar-dosh

    tulu-e-subh luTe karwan ka qissa hai

    husul-e-mal-e-ghanimat ki dastan-e-latif

    dar-asl wadi-e-ah-o-fughan ka qissa hai

    ghanim-e-hirs-o-hawas ham-kanar-e-fath-o-zafar

    zarur ye mere hindostan ka qissa hai

    wo rang-o-nur ka dariya wo husn-o-hosh-ruba

    nahin kuchh aur ye urdu zaban ka qissa hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Farooq Argali

    Farooq Argali

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now